मेरे पिता नौकरी भाई दे दी भाई मृत्यु
सवाल
उत्तर (2)
अस्वीकरण: उपर्युक्त सवाल और इसकी प्रतिक्रिया किसी भी तरह से कानूनी राय नहीं है क्योंकि यह LawRato.com पर सवाल पोस्ट करने वाले व्यक्ति द्वारा साझा की गई जानकारी पर आधारित है और LawRato.com में सिविल वकीलों में से एक द्वारा जवाब दिया गया है विशिष्ट तथ्यों और विवरणों को संबोधित करें। आप LawRato.com के वकीलों में से किसी एक से प्रतिक्रिया प्राप्त करने के लिए अपने तथ्यों और विवरणों के आधार पर अपनी विशिष्ट सवाल पोस्ट कर सकते हैं या अपनी सवाल के विस्तार के लिए अपनी पसंद के वकील के साथ एक विस्तृत परामर्श बुक कर सकते हैं।
सिविल कानून से संबंधित अन्य प्रश्न
- Mere साथ cyber froud huwa tha 42291 usme ke 40000 hajaar de diye 2291 baki hai complaint close karne gaya thha police ne pahle bina paise ke close nhi kiya ab kuch paise unke bank account me hai 10000 hai ab police kah rahi hai un paiso par clamp karo uske kuch paise jitne balnce hai aap rakhe extra 1000 bhi bàki ke subinspector ko dena hai usme kuch aur paise usme aayenge usme se bhi main apne account se nikalkar du aur 30000 ho sakte hai par ye main नाही karna chahta main koi froud nhi hu ya main kisi ke paise nhi churaye main unke jaisa nhi hu mujhe ye nhi karna hai
- mera ek hdfc bank se personal loan hai naur ek credit card jiska payment mai 400 din se nahi de paa raha hu muje dwlhi dwarka court se summon issuse hua hai hdfc bank se lakin us summnon mai kuch clear nahi hai ki credit card ka hia ya pesonal loan ka section 25 likhas hua hai kya kre please guide kare
- Year 2020me bhai ki sadi me papa ko200000 ka market se kirana ka saman dilya tha usme se papa ne 85000 rupyae bapis kar diye or baki ke paise abhi tak nhi diye or me uska 6 saal se beyaj bhar raha hu or uske lockdown laga to usme bhi help ki pure ghar ki kyoki meri kirane ki shop thi usme bhi market ka karj huaa phir ek makan ki proparty ka hissa tha to tau nhi de rahe the to uske case ke liye 100000 karch kiye2021 us case me papa ko 1200000 rupye mile usme se bhi papa ne ek rupye bhi nhi diya or bhai ki sadi ka or karj nipta diya phir meri sadi kara di 2023 me mene mana bhi kiya tha ki phele mera karja niptao to apne karya h to kehe lage sadi kahi paise uthar kar baad me dusra bala makan bej ke paise dege to meri me unhone ek rupaye nhi lagaya usme mujhe 200000 ka karj or ho gaya phir uspe bhi beyaj chalne laga or mere to bachche bhi h ek ladka ek ladki abb apne parivar ka bhadan posad nhi kar paa or papa ne makan bhi bech diya phir bhi paise nhi de rahe abb marna hi last dikh raha
- Sir meri sister ne love marriage kar liya hai 5 months ho gaye par woh ladake ke families wale members humara contact communication humara milana nahi hone dete kuch bhi humase chhupa kar rakhate hai hum waha par gaye toh woh ladaka sahi nahi hai meri sister ko fasaya gaya hai