मुफ्त तलाक कानूनी सहायता भारत के अनुभवी वकीलो द्वारा
Sir mere pati ne sadi ke mujhe kaha ke oh apne family ki dawab me ake sadi ki he or kuch din sath rehne ke bad oh chod denge. Phir mujhe mayeke chodne ke baad meri badnami kar rahe hen uske gharwale.sasural me rehne duran unhone pata nahi kab mere phone ko hack kiya tha or mere sare what's up chatin…
Sir meri shaadi ko 2 years ho gaye hai or jo mere susral wale wo meri wife ko nhi bhejte hai or wo bolte hai ji ki aap jab Kherla aaoge to mai tumhe bandh kar 16 lakh rupey le lunga mujhe nhi bhejni apni ladki…
Mere husband mujhe ignore karte h apni family ko jyada value dete h.. mujhe kuch bhi nahi samajhte... unki mata ji ne chadhaav k saare jewar apne pas rakh liye h.. aur wo mere kaam se khush nahi h.. khana bartan jhadu pochha karne k baad mai dopahar me rest karu to unko usse sikayat h. Mai kab sou …
मेरा नाम आरती है मेरी शादी ओम का नाथ के साथ में 1 मई सन 2019 को हुई थी शादी के बाद से ही मेरे पति ने मुझे मेंटली टॉर्चर करन�…
Maine domestic violence ka case kiya tha .... Ab samjhaute ki baat chal rahi hai.. Agar main apne case me not press ka application lagau to esse court koi objection to nahi uthayega... Agar mera kisi bhi prakar ka samjhauta nahi hua to kya me apne case ko fir se start kar sakti hu uske bad court c…
Mere pati ka kehna hai ki unhone ne mujhe ek tarfa talak de diya hai kyunki Maine unko 2.5 saal pehle chor diya tha pr ab mai unke pass wapas jaana chahti hu lekin wo mujhe rakhna nahi chahte mujhe kya karna chahiye....…
main apni wife se divorce lena chahta hu vo mujhse aur mere parents se bilkul bhi mtlb ni rakhti humlogo ko torture krne k liye vo ek do baar suicide ka dramma bhi kr chuki h uske her ek galat kaam m uske ghr se support milta h to devorce lene k liye mujhe kya krna chahiye ar kya ni pls advise de…
shadi ko teen sal ho gaye hai, pati ne jhoot bolkar shadi ki thi jiske chalte dono paksho me kafi bar bahas ho chuki hai koi bachha bhi nahi hai..mere nanihal paksh ne do teen bar kahq ki dikhwao khu nahi dikhate doctor ko..to unhe dhamki di ki bar bar interfere mat karo nahi to anjam bura hoga..to …
मेरी बीवी मुझसे तलाक मांग रहीं h or meri 1 साल की छोटी बेटी हे और में सरकारी नौकरी करता हूं तलाक मांगने का कारण मुझे मेरे म�…
Meri wife NE meri puri family per aur mujpe jutha dhage case kiya hai bina hame betaye mai bilkul poor family se hu Hemari saadi ki Sirf 6 months hye hai Vo hame Dara rhe hai aur hamse pase lene ke chaker mai hai…