मुफ्त सिविल कानूनी सहायता भारत के अनुभवी वकीलो द्वारा


Aj mera pass ek police wala ek notice le kr aaya or bola kin ye kurki warent hai lee looo varna mai 2 din ke baad kurki krrne aayou ga ya phir apni maa kOK bula dee mai kyaa kro ab ye case bnk car lian ka hai iss mai meri maa gurantor thi or dhara 420,416,34B,120, lagi hai mai kyaa kro…

जवाब देखें

IPC 323 mere pe lgaya gya hai lekin unke jo bhi witness hai wo hostile ho gye hai aur Maa aur beti dono ki gawahi huyi aur dono ka statement alag hai...jaise beti ka kahna hai ki koi chot ya zakham nahi tha body pe lekin uski Maa ka kahna hai ki Pura body pe bahut chot tha aur Patti laga hua tha... …

जवाब देखें

मुझ में और मेरी पत्नी में आपस में रोज झगड़ा रहता है मेरी पत्नी मुझको जेल में फंसाने की धमकी देती है मैं एक राज्य कर्�…

जवाब देखें

Maine love marriage Kiya ye Lekin Hindu padhdhhat se to mujhe meri patni Ko mere saath le Jana he uska jabardasti kisi or ke saath Vivah karne ki tayari kar rahe he to main meri patni Ko mere saath kaise le javu…

जवाब देखें

Meri wife ka sadi se phle kisi ke sath phycl reltion tha or usme mujh jhut bola ki mujh kisi n touch tk nhi kiya h .or sadi k bad fir se wo usse bat kr rhi .mne uski sex life ki bate usi ki call recoding se suni h . Usse alag hona chahta hu plz meri help kre…

जवाब देखें

Mera consumer dist court me favour me order 8/11/17 ko aaya hai usme 60day opp party ko diya gaya tha mera vakil bolts hai consumer court me corum yaani ki bench nahi hai bench hoga to hi hum kuch kar paayenge main kya karoon…

जवाब देखें

Ipc act 306 me ladies ko bell kab milti hai Puri fir galat he uska hamare pass saboot hai Marne vale ne suicide note me naam likha he Or uske baap ne fir darj karvai hai ki mera beta iske pass 4 lakh mang raha tha isne nahi diya iski vajah se suicide kiya Magar hamare pass saboot hai ki woh kuchch…

जवाब देखें

Sir ham log mp ke rahne wale hai sir mere pitaji Surat Gujarat me kam karte the kam se lotte bakat paidal rode cross karte samay mere pitaji ko kisine takkar 12/01/2019 ko maar Di jiske unki mirtu ho gae sir ham claim kese kare claim ke liye kon kon se document chahiye…

जवाब देखें

Me mp ka rahne wale hu 12/01/2010 ko mere papa pedal rasata cross kar rahe the to kisine bike se takkar Mar Di jisse unki mirtu ho gai kamrej Surat Gujarat me claim kese karu aur claim ke liye kon kon se document ki awashykata hai…

जवाब देखें

Mai ek state servent hu or mere ek khet ka patwari dwara galat indraj karne se Mera khet prativadi kai khate mai chala gaya jiska muje pata chalate hi indraaj durusti ka case upkhand adhikari ko kar diya us khet mai salo se pathar dale hue jise hatane kai liye vipakshi ne IPC 447 mai karyvahi kai li…

जवाब देखें