मुफ्त सिविल कानूनी सहायता भारत के अनुभवी वकीलो द्वारा


Sir meri court marriage hui hai meri shadi ko 8 month ho gye hai but kuch prblm ke me panchyt me naam enter nhi krva ska toh abhi mene enter krvna hai toh uske liye panchyt me kya docs lgege plzzzz help me…

जवाब देखें

Mera padosi roj savera 7 to 8: 80tak full volume me gaana bajata hai sab aajun baju vale paresan hai 100 dafa bolne ke baad bhi vo sudhar ne keliye taiyar nahi hai our jayada khane par our jyada volume me bajata hai sab log jagda na ho ishliye kuch bolte nahi hai par ye to roj ka ho chuka hai plz. …

जवाब देखें

Mera friend aur uski sister Delhi mein job karte hain aur Rahate Hain. Lagbhag 1 month Pehle Unka Ek Friend unke Bahar Aane Aata Hai hi aur Chori karta hai Jiska parinam Swaroop Wahan ke nazdiki police station mein Dono bhai - behan apne friend ke kilaf FIR darj karate h aur mamale k niptara Karte H…

जवाब देखें

Mere husband last 1 week se jail me hai advocate daily bolate hai aaj bail ho jayegi 5 bje tk wait karane k baad bolate hai aaj nahi hua phir se kal aao aur kya order diya hai judge sahiba ne wo bhi clear nahi batate...…

जवाब देखें

Mai dusri biwi hun,Mera ek beta h,Jose apne pita ka ghar aur jamin milega ya nhi uske pita ke jinda rahte,uske pita ki pahli patni kuch dene ke liye raji nhi h,jb ki uski koi santan nhi h,mere bete ko uska hak milega ya nhi?…

जवाब देखें

स्पेशल कोर्ट मैरिज में शादी करते हैं और कैसे करेंगे क्या इसमें नोटिस रोकने का कोई तरीका है? शादी के लिए लड़का लड़क�…

जवाब देखें

Sr AGR mere papa ne 2 sadi ki hai, or mai dusri maa se hu, or mere papa ka dehant ho jata hai to unke badle ki Job kise milegi, meri dusri maa ko ya mujhe, meri khud ki maa Bhi khatm ho chuki hai to wo job ka haq kise hai…

जवाब देखें

अगर किसी महिला का high court में divorce का केस चल रहा हो तो क्या उस महिला द्वारा दूसरी शादी नही की जा सकती , दूसरी शादी करने के ब�…

जवाब देखें

Hii sarita tiwari mujhe question mere bhai ice 363 prem me bhage the ladki age 17 h to ladki family hame tang kr rhi hame kya krna chahiye hume koi help nhi kr mere bete mujhe milne nhi de rhe humlog kya…

जवाब देखें

Actually mera bussnise me loss hogaya hai toh party ko check diya hai mena abi thak payment nhi diya kyu ki mera pass abi nhi hai esliya vo case kar raha hai toh isse kesa nikla or business mera wife ke name pe hai…

जवाब देखें