मुफ्त सिविल कानूनी सहायता भारत के अनुभवी वकीलो द्वारा


Mai delhi ki ek company me naukri Kara hu issue Mera original education certificate rakh liya hai aur sing karwaya hai ki ek mahine ki gross salary ya tab takes mere sare certificate waha deposit range kya ye kanooni sahi hai, Mai usspe kya Karyawahi kar sakta hu…

जवाब देखें

Sir mujhe uttar pardeash se ek ladka phone aur msg karke preshan krta he aur wo meri wife ke baare Gandhi baate volta he bolta ki tumahri wife ka affaire chala he mere aur kissi Aur ke sath jis wajah se divorce tk baat aa gyi he me us admi pe kaise action lu With regards…

जवाब देखें

Meri bahen ka uske sasural pati se or sasural se 5 saal se vivad chal ra h.. Jiska court m case chl ra h.. Usi beech m pati ne bina suchna dusri shadi kr li.. Or hmara waqeel 3 saal se sirf bevakuf bna ra h.. Jabki case domestic violence ka b chl ra h.. Mere father 60 yr k h court k chkkr 3 saal se …

जवाब देखें

Anukampa job ke kya kya niym h, agr mrtk ka ek putr govt job me h to kya dusre putr ko anukmpa niyukti mil skti h ya nhi, iske kya kya niym h agr unki pdf file mil jae to thik rhega , mujhe sir jldi jankari chahiye…

जवाब देखें

Agar koi ldka sadi ke 20 din pahle sadi krne se inkar kr deta hai kyu ke wo kosi aur ldki se sadi ktna chahta hai..ladki wale case krne ki dhamki de rhe hai..aur 10 lakh rs ki mang kr rhe hai...ladke ko bachnr ke liye kya kiya ja skts hai??…

जवाब देखें

Mujhe ek ladki jabardasti shaadi karne bolrahi hai halaki uski pehale ek shaadi ho gayi thi jo mujhe ab pata chali hai mujhe pehale nahi pata tha ki wah shaadi shuda hai mujhe police stn jaane ki dhamki deti hai…

जवाब देखें

पिता का दिमागी हालत ठीक नहीं है और उमर भी82 के आसपास हो गया है ऐसे में वडे भाई अगर जमीन जायदाद बैईमानी करने के लिए अगर �…

जवाब देखें

agar koi husband wife bina divorce liye 11 saal se alag reh raha hai toh, or ladki ko uski property ka kuch bhi nhi chahiye toh kya aasani se unka 11 saal baad divorce ho jayega? kya ladki ko court main jakar hi sign karne hoge? dono last 11 saal se alag alag reh rahe h…

जवाब देखें

mare shadi.ko.7 years ho gaya hai aur mara husband na bacha chaha hai na kuch aur bar bar ya kahata rahata hai asa kab tak chalaga aur wo divorce ke bt karta rahta hai mujaha mentally torcher karta rahata hai aur mara pasa bhe la lata hai mana usa kaha diya ke bacha adopt kar lata hai to wo bhe nah…

जवाब देखें

मेरी wife को 1 साल पहले brain hemerage हो गया था...जान तो बच gai पर 1side peralysis हो गया...और आवाज़ भी क्लियर नही h उसकी...mind 90% वर्क करता he...सब समझती h..…

जवाब देखें