मुफ्त तलाक कानूनी सहायता भारत के अनुभवी वकीलो द्वारा
Meri friend hi Jo apni pati se talak chahati hi uska pati usko koi patni ka adhikar nahi deta use Marta hi unki ek beti bhi hi usse kyaa Karna chahiye usse divorce pane ke liye please help kijiye uski beti bhi uske sath rahana chahiye sir divorce ke bad plz sir help Karna plz…
जी मेरा नाम आरती है और में औरैया जिले के अयान गांव में रहती हूं और मेरी ससुराल पुथा है जो कि औरैया जिले में पड़ता है मे…
मेरी बीवी मेरे साथ नहीं रह रही है 3 सालों से दहेज का मुकदमा कर दिया है चार्ज शीट में मेरी दीदी का भी नाम शामिल कर दिय�…
Meri ek sister hai u ski hamne Saadi ki thi par hame baad main pataa chala ki uska husband pagal hai saadi kai baad se hi hamaari sister ghar par hai 6years ho gye our ab wo divorce lena chahathi hai par ladke waale is par raazi nhi hai tho fir hame kya karna chahiye…
मैं उत्तर प्रदेश का निवासी हूं, मेरी शादी महाराष्ट्र में हुई है, मेरी शादी को 4 साल हो गये हैं और दो बच्चे भी हैं। मेर�…
Mai shadi se pahle hi ek ladke se pyar krti thi Lekin gharvalo ne Dara dhamkakr meri shadi dusre ke sath kr di Lekin Mai vaha nhi rahna chahti pr mere gharvale jabrdasti kar rage hai sub relatives tourcher kar rahe hai plz Mai us ladke ke Siva kisi aur se koi sabdh nahi rakhna chahti meri help kijiy…
Meri shadi ko 14 sal ho gye aur me 14 Sal se hi mere pati se paresan hu vo galt raste par he suru se juva sata maar pit pi kar ana aur mere ghar ka saman bechna karja karna uski adat si ban gai he is ko chalte huve ham ne us par bharn posan ka kes lagya tha to us ne bola me talak dene ko tyyar hu …
Sir meri patni v uske Ghar wale mujhe v mere Ghar walon ko preshan karte hi or bar bar paise ki dimand karte hi or Meri patni ko bhi nahi bhejte hi ab mujh par crpc125, v 498a kardiya hi jabki unko hum 6lakh rupay bhi de chuke hi…
Mere pati ne aap si sehemati ke baad 6. Mahine baad talak dene se mukar gya aur Ham us se talak chahate vo hame paresan karta he maar pit karta he aur hame badnam karta he ham uske sath nahi rehe na chahate he…
Meri shadi ko 3 sal ho gye h mere pati ne divorce file kiya hua h jiske bad mere 1 year ki baby hui m sasural m rehna chahti hu but Meri sas bolti h ki mera beta rent PR rehta h Jo ki jhut h wo sasural m hi rehte h Meri Maine khrche ka case dal diya h ab m kaise ja kr rhi suggest me plz…