मुफ्त सिविल कानूनी सहायता भारत के अनुभवी वकीलो द्वारा


Meri shadi 8 month phele hui hai me bas 1 month sasural me reh kr aai h.... shadi k pehele mere pati ne mujhse wada kiya tha k vo mere bhai ki job videsh me lagayega lekin shadi k baad vo badal gaya aur mana krne laga kyuki shadi isi shart pr hui thi iss liye mene wapas india aane ki jidd ki to usne…

जवाब देखें

Yadi koi patni apne pati s ladh kar .apne 1 bacche ko lekar gr chali jay to .or uska admi usko rakhne k liye tayyar h or wo patni ana nahi cha rahi h to kiya kare.uske 4 bachche bhi hai.1ko leke apne gr chali gayi gai .to isme pati kiya kare...…

जवाब देखें

अगर आम आदमी कोई भी जिसका बीवी बीच में किसी वजह से उसका मतलब नहीं जमा करने पर ज्यादा होने पर बिजली ऑफिस से बिजली काट द�…

जवाब देखें

But hm dono already court marriage kr chuke h 9aug...2017... Aur wo apni first wife ko kbhi divorce nhi dena chahte to sb mujhe kya krna chahiye mujhe alg ho jana chahiye.. Aur kya mai kisi aur se marriage krti hu to usme ye complications Aa skti h.. Mai normal trh se alg ho skti hu ya divorce…

जवाब देखें

Kya koi aur rasta nhi h ki unko divorce n dena pde Aur hm hmesa sth rah ske..... Kyoki na mai chahti hu unki first wife ko alg hona pde Aur n hi mujhe... Ma'am plz Kuchh aisa btaiye Jisse ye possible ho ske unki wife ko pta h ki hm dono marriage kr chuke but abhi tk to koi action nhi liya…

जवाब देखें

Yadi koi vyakti apne jinta rhte koi vasiyat krta h or uss vasiyat m vhe vyakti apne 5 ldko m s srf 3 ko vasiyat krta h uss vasiyat m vhe srf apne 2 ldke or ek grandson k naam vasiyat krr proprty dee jaata or uske death k baad jinko vasiyt m naam nhi aaya h kya vo log vasiyat citvakar uss property…

जवाब देखें

Hello... Ma'am mai ek married se love krti hu... Aur aj se 1 year pahle hm dono ne court marriage bhi kr chuke h... But i know it's illegal... Kyoki wo apni first wife k sth rhte h... Aur usko divorce bhi nhi diya... Kya hm dono ka ek hone ka koi.. Process h... Because mai unse alg nhi rhna chahti…

जवाब देखें

अगर कोई ब्यक्ति चोरी करते पकड़ा जाता है तो उस पर क्या सजा होती है उसको क्या धारा लगेगी और कितने साल की सजा होती है। �…

जवाब देखें

Mere dada ji 1957 mai jasmin kharid ghar banaya kiske bad 1967 mai dada ji ki mirtu ho gaye , dado v 1998 mai chal basi, pitaji v 2015 mai Gujar gaye ab sirf mai aur maa hain property kiske name par transfer ho ga aur kiy prairie hai…

जवाब देखें

प्रॉपर्टी मेरे भाई के नाम पर हैं परंतु ग्राम के सरपंच द्वारा उस जमीन पर जबरन सरकारी मार्ग बता कर तहसीलदार द्वारा स�…

जवाब देखें