मुफ्त सिविल कानूनी सहायता भारत के अनुभवी वकीलो द्वारा


Me ek ladke se payr karti hu or ham dono 5 yrs ho gaye love and relestion ship ko Abhi tak usne shadi ka bolkar mere se sex ki mag ki or muse shadi k liye raji Kiya or ab cast k vajase muse shadi nahi karna chahte hy gahr vale mana kar rahy hy isly me Kya karu…

जवाब देखें

Mera nam Satish Hai.. Meri shadi ko do Sal ho Gaya. Meri biwi mayke jati hai. To wapas nahi Aati 1 Bachcha bhi hai 1 Sal ka.. Jab main apne papa ke sathh use lane ke lie jata hu. To wo idhar udhar ki bate Kar nahi Aati aur 4-5 bar Jane ke bad muskil se ghat Aati hai.. Aur yaha muskil se ek do. Mahin…

जवाब देखें

Agar koi ladka kisi ladki se 5 saal Tak shadi ka jhhasa dekr usse physical hota h or use chhodkar kahi or shadi Kare to iski Kya saja hai Kya ye kanuni apradh hai agar hai to us ladki ko Kya karna chahiye…

जवाब देखें

Mere biwi mere sasural earning point thi shadi K bad wha paise ki dikkat hone lgi ab wo meri biwi ko apne side lene K liye use mere aur mere family k khilaf kar rhe h taki wo use talak dila kar apna earning point dobara bna ske aur wo use mahino tak apne ghar bathakar rakhte h…

जवाब देखें

आपसी सहमति से तलाक में 6 महीने की अवधि की बाध्यता समाप्त करने संबंधित क्या नियम हैं । यदि कोई पति पत्नी एक साल से अलग …

जवाब देखें

मैं एक लड़की से प्यार करता हूं वह भी मुझसे प्यार करती है उसकी शादी हो चुकी है और 6 महीने का एक लड़का है और उसका पति उसक�…

जवाब देखें

Mera name lalita paswan hai. Koi agr sadi ka jhasa dekar saririk sosan kiya or sadi se inkaar kr diya or marpit dhamki bhi diya aropi 11 march se jail m hai mai chati hu isko bel na ho. Agr bel ho bhi jaye to mujhe kya krna chaye. Plzz help m…

जवाब देखें

Mera naam Supriya hai,mai guna city se hun,meri 7 nandein hai..bakayda shadi shuda hai..mere sasur ji ne apne makan ki wasiyat mere bete ke naam ki thi ab woh isa duniyan ne nhi hai,meri 7 nandon ne dawa kiya hai ki usme unka usme barbar ka hissa hai...aap btae hai ya nhii??…

जवाब देखें

पहले से एक रिट फाइल में जिसमे हाई कोर्ट जोधपुर की सिंगल बेंच ने स्टे दिया है , उसमें रीट में नया नाम जोड़ने के लिए क्य…

जवाब देखें

Me bsf me job karta hu meri wife apne mayke rahti h sath hi mere contact no. Par mahila call center me unknow person batakar complain darj karai h ab me kya karyvahi kar sakta hu or mere mother father ko gali gloj karke apne mayke chali jati h jab me chhutti se aata hu to me usko bulane sasural jat…

जवाब देखें