मुफ्त सिविल कानूनी सहायता भारत के अनुभवी वकीलो द्वारा


Sir mere khilap kuchh logon ne aik grup banaya hua h.is grup ne mere photo lekar aur meri recording karke social media par share kar rhe.han m jahan ja rha hun mere bare m jhoothi afwah faila rhe h. Meri activities Ki jasoosi karwai ja rhi h.mera social environment bigada ja rha h. Mujhe mentally t…

जवाब देखें

Sir mere bhai ki sadi 2013 me hui thi 2 sal ke bad bhai ki patni dahej prath va khana kharcha ka mukdma 20.15 me dayar kar diya uske bad bina talak ke0 dusri jagah shadi kar liya he thana,sp ko shikayat ki he koi karvai nhi he please kya kre…

जवाब देखें

Ek ladki ki shadi 7 july ko hai.aur usse mera koi relation nhi hai.wah ye shadi nhi krna chahti hai aur uske parents jabardasti uski shadi kra rhe hai.aur wah shadi se mana kr rhi hai to uske mother's and father's mujhe dhamki aur gali dete hai khte hai agar uski shadi nhi hui to tumko jail bhej deg…

जवाब देखें

Ham Muslim family se haiHamare Nana ki deth 2010 me hui thi unke 2ladke or 5 ladkiya thi sadi shuda hai hamare ek mamu ki deth 2014 me ho gai hai kya nana ki property me meri ma ka hissa banta hai jabki us property me 2014 me ek mamu ke marne ke bad mamu ki widha meri mami or unki eklaoti beti or me…

जवाब देखें

मेरी पत्नी दो साल से अलग रह रही है. हमारा 1 बीटा है 7 साल का जो मेरे साथ है. पत्नी ने धरा 125, धरा 12, धरा 13 डाले है मेने पहले से…

जवाब देखें

Meri Mami aur mama mere Nana aur mausi Ko bahut pareshaan karte....yaha tak maarte bhi hain...unko bachane ke liye kya Karu....wo mere Nana aur mausi Ko Ghar se bhi nikaal dete...Balki Ghar Nana ke hi Naam pe hai…

जवाब देखें

Koi aadmi kahata hai ki tumhare pita ko udar diya tha.beta ki janlari mai nahi hai.wah aadmi interest sahit mang raja hai. Kya pita ka udhar beta ko chukana padega.pita jiwit nahi hai.30 saal bad paisa mang raja hai. Jo ki beta ki jankari mai nahi hai.…

जवाब देखें

मेरे दो पुत्र और बहू लखनऊ उत्तर प्रदेश में रहते है । दोनो पुत्र और बहू आये अलग अलग रहते है । उन लोगो का आये दिन झगड़ा ह�…

जवाब देखें

हेलो मेरे दोस्त को एक लड़की लड़की ने धोखे से बिना अपनी सच्चाई बताएं कोर्ट मैरिज का रजिस्ट्रेशन करवा लिया उसकी सच्च…

जवाब देखें

Mera khet 17 biswa hai aur pass wala 1 biswa ka jota kesh lagakar pulice bal ke dwara hamara khet ka 1 biswa lena chahata hai.jis istam pepar par mera pita ne dar ke karan signeture kar diya hai to main ab unka beta age 25 kya kru.jishe jmin nhi le shke…

जवाब देखें