Me ek jeweller h Me ek admi ke sah sne chandi ka len den chala ha j kabhi baki kabhi rkad me s admi


सवाल

Me ek jeweller hu. Me ek admi ke sath sone chandi ka len den chalta tha jo kabhi baki to kabhi rokad me us admi ne 25/10/17 ko antim bar muj se mal leya jis ka sona chandi baki raka tha . Me sona chandi ke paise lene jata to aaj kal kehke tal deta tha or deduga kaha khake ja raha hu kehta tha . Is bar jab paise lene gaya to mene kaha ke muje paiso ki sakth jarurat he muje mere paise dene padege me aaj paise le kar he jauga. To Usne muje sone ki dhali di or kha ki hisab kar lena mene kaha ke wajan to karo to muje waha se nikal ne ko bola. Bad me mere upar 392 ka kes dal diya

उत्तर (2)


124 votes

Aap court me suit for recovery ka daava daal sakte h saath ne apki rokad aur jo bhi bills ke through sale purchase hui wo lagae aur saath me ledger statement aur ac statement lagae aur any other proof which leads to your case


अस्वीकरण: उपर्युक्त सवाल और इसकी प्रतिक्रिया किसी भी तरह से कानूनी राय नहीं है क्योंकि यह LawRato.com पर सवाल पोस्ट करने वाले व्यक्ति द्वारा साझा की गई जानकारी पर आधारित है और LawRato.com में सिविल वकीलों में से एक द्वारा जवाब दिया गया है विशिष्ट तथ्यों और विवरणों को संबोधित करें। आप LawRato.com के वकीलों में से किसी एक से प्रतिक्रिया प्राप्त करने के लिए अपने तथ्यों और विवरणों के आधार पर अपनी विशिष्ट सवाल पोस्ट कर सकते हैं या अपनी सवाल के विस्तार के लिए अपनी पसंद के वकील के साथ एक विस्तृत परामर्श बुक कर सकते हैं।


भारत के अनुभवी सिविल वकीलों से सलाह पाए


सिविल कानून से संबंधित अन्य प्रश्न