mai 2 warsh ka h maine 26 saal ki mra me apne se saal badi mahila se shadi kiya ar apne ghar me bin


सवाल

mai 32 warsh ka hu. maine 26 saal ki umra me apne se 3 saal badi mahila se shadi kiya aur apne ghar me bina bataaye uske saath rahne lagaa. ghar walo ki nazar me mai dusare shahar me naukari karta tha. mai brahmin aur meri patni thakur hai. meri patni ka pahle ek vivah ho chuka tha aur ek ladka aur ek ladki bhi hai uski pahli shadi se. meri patni swabhaw se bhut achchhi hai. aur bachche bhi. bemel shadi karne ki wajah se maine apne ghar walo ko nahi bataya aur mere ghar walo ne meri ek aur samajik shadi karwa diya warsh-2016 me. halaki mera pehla vivah court se registerd hai aur arya samaaj se shadi huyi hai. meri dusari patni se mera 3 saal ka beta hai . meri dusari patni ab mere sath rahna chahti hai magar pahli patni ko talak dene ki shart par. pahli patni aadha hak chahti hai aur besahaara bhi hai.meri dusari patni ke ghar wale mere upar dabaw badh raha hai. ki mai kuchh bhi karu aur pahli patni ko alaaq du. hamaara legal samjhauta ho chuka hai ab dusri patni nhi man rahi hai

उत्तर (2)


162 votes

!नमस्कार।





आपकी समस्या का समाधान करने के लिए आपको एक बार मुझसे मेरे आफिस में आकर मिलना होगा , या फोन पर पूरी चर्चा कर सकते हैं। आपकी समस्या का निदान जल्द ही कर दिया जावेगा।






धन्यवाद।











।।


अस्वीकरण: उपर्युक्त सवाल और इसकी प्रतिक्रिया किसी भी तरह से कानूनी राय नहीं है क्योंकि यह LawRato.com पर सवाल पोस्ट करने वाले व्यक्ति द्वारा साझा की गई जानकारी पर आधारित है और LawRato.com में सिविल वकीलों में से एक द्वारा जवाब दिया गया है विशिष्ट तथ्यों और विवरणों को संबोधित करें। आप LawRato.com के वकीलों में से किसी एक से प्रतिक्रिया प्राप्त करने के लिए अपने तथ्यों और विवरणों के आधार पर अपनी विशिष्ट सवाल पोस्ट कर सकते हैं या अपनी सवाल के विस्तार के लिए अपनी पसंद के वकील के साथ एक विस्तृत परामर्श बुक कर सकते हैं।


भारत के अनुभवी सिविल वकीलों से सलाह पाए


सिविल कानून से संबंधित अन्य प्रश्न