Mai 10 pahle ki baa h s ime Meri girlfriend hi jisase Mera bah achha sab kch ha ar 2014 me hm dn lg


सवाल

Mai 10 pahle ki baat h us time Meri girlfriend thi jisase Mera bahut achha sab kuch tha aur 2014 me hum dono logo me jhagra hua aur dono alag ho Gaye fir Mai 2015 me sadi Kar liya aur jab hum apni girlfriend se alag huye to wo pregnant thi jo mujhe pata nahi tha aur jisase Mai sadi kiya hu usase 2016 me ek beti huyi ab baat ye hua ki wo jo Meri girlfriend thi uska beta hua wo sab kuch me Mera naaam dal di ki uske papa hum h Jo ki sahi h aur wo boli ki mujhe tumse koi matalb nahi h aur abhi bhi nahi h lekin larka to uske pass Mera h Jo larke ko koi problem hota h to Mai jata hu uske school me bhi gya tha mujhe bilaya gya tha to ab Kya hua h Jo Meri wife h wo mere upar case Kar Diya h ki ye mere sath frod kiya h eske Ghar wale sab kuch jante the aur eska Bhai mujhe chherta h aur eski maa mujhse dahej mangti h aur usko Jo man kiya h wo sab Manila Thane me application dedi h aur. Family court me case kiya h ab Mai Kya Karu aap bataye aur usase bachaye

उत्तर (2)


116 votes

कहां से हैं आप आपका मामला टेक्निकल है मिलकर बात करना चाहिए लड़की की शादी कहां हुई कितने दिन हुए हुए और वह इस समय कहां अपने मायके में या अपने ससुराल में आइए तो मैं आपको सलाह दूं इसकी फीस लगती है


अस्वीकरण: उपर्युक्त सवाल और इसकी प्रतिक्रिया किसी भी तरह से कानूनी राय नहीं है क्योंकि यह LawRato.com पर सवाल पोस्ट करने वाले व्यक्ति द्वारा साझा की गई जानकारी पर आधारित है और LawRato.com में सिविल वकीलों में से एक द्वारा जवाब दिया गया है विशिष्ट तथ्यों और विवरणों को संबोधित करें। आप LawRato.com के वकीलों में से किसी एक से प्रतिक्रिया प्राप्त करने के लिए अपने तथ्यों और विवरणों के आधार पर अपनी विशिष्ट सवाल पोस्ट कर सकते हैं या अपनी सवाल के विस्तार के लिए अपनी पसंद के वकील के साथ एक विस्तृत परामर्श बुक कर सकते हैं।


भारत के अनुभवी सिविल वकीलों से सलाह पाए


सिविल कानून से संबंधित अन्य प्रश्न