hamara mir d bhai hae sab abhi ek hi ghar me rahe hae papa kham h gaye hae ma abhi hae ghar ma ke


सवाल

hamara mitr do bhai hae .sab abhi ek hi ghar me rahte hae papa khatm ho gaye hae. ma abhi hae. ghar ma ke hi naam hae .bo bade bahi ke paas usi ghar me rahti hae. jab batawara ki baat ki chhote bhai ne. to ma aur bade bete ne chhote bhai ko hissa dene se mana kar diya . ab aap hi bataye kya kiya jaaye.

उत्तर (2)


288 votes

Legally agar property maa ke naam par hai toh bantwara nahi banta, yeh sab maa ki apni icha hai ki wo kisi ke bhi naam agey property kar sakti hai, bantwara tab hoga jab jo banda mara ho toh marne ke time property marne wale ke naam par ho


अस्वीकरण: उपर्युक्त सवाल और इसकी प्रतिक्रिया किसी भी तरह से कानूनी राय नहीं है क्योंकि यह LawRato.com पर सवाल पोस्ट करने वाले व्यक्ति द्वारा साझा की गई जानकारी पर आधारित है और LawRato.com में सिविल वकीलों में से एक द्वारा जवाब दिया गया है विशिष्ट तथ्यों और विवरणों को संबोधित करें। आप LawRato.com के वकीलों में से किसी एक से प्रतिक्रिया प्राप्त करने के लिए अपने तथ्यों और विवरणों के आधार पर अपनी विशिष्ट सवाल पोस्ट कर सकते हैं या अपनी सवाल के विस्तार के लिए अपनी पसंद के वकील के साथ एक विस्तृत परामर्श बुक कर सकते हैं।


भारत के अनुभवी सिविल वकीलों से सलाह पाए


सिविल कानून से संबंधित अन्य प्रश्न