Sir Mere faher gvernmen servan he nk expire he 20 years h chke hai Mere bade bhai k sarkari nakari m


सवाल

Sir, Mere father government servant the, unko expire hue 20 years ho chuke hai. Mere bade bhai ko sarkari naukari mil gayee aur meri Mummy ko pension milti hai. Sir, pitaji ne ek piece of land kharida tha. Jisme unke dehant ke baad mili gratuity se makan banaya. Jisme sub bahiyo ke liye kamre banvaye gaye hai. Mere 02 married bade bhai aur 01 married sister hai. Meri Maa bade bhai aur married sister ke sath sarkari aawas me rahti hai. Mai apne biwi bacho sahit apne bhai ke sath makan me alag rahta hu. Sir, isi mahine meri maa ne ek vakil ke madhaym se jisme notary ke sign or stamp hai, ek shapath patra banvaya hai jisme hum dono bhaiyo avm hamari patniyo ko apni chal or achal sampati se bedakhal kar diya hai. Sir, hum kisi bhi bhaiyo ka koi criminal record nahi hai. Meri bahan avm bade bhai ke dwara makan per pura kabja karne ki niyat se mummy ko uksaya gayaa hai. Papa ki sampati me se sirf makan me ek room mila hai. Yeh bhi jata dikh raha hai. Bahut preshan hu. Pl. koi salah dijiye.

उत्तर (2)


192 votes

श्रीमान, आपकी माताजी सिर्फ़ उनको जितनी प्रॉपर्टी उनके नाम पर है उसी से बेदख़ल करसकती हैं.आपके पिताजी के नाम नृत्य भी प्रॉपर्टी है उससे आपको बेदख़ल नहीं किया जा सकता उनकी डेथ के बाद इसलिए अगर आपको प्रॉपर्टी में हिस्सेदारी चाहिए तो आपको पहले एक लीगल नोटिस भेजना होगा और उसके बाद पार्टिशन सूट करना होगा कोर्ट में


अस्वीकरण: उपर्युक्त सवाल और इसकी प्रतिक्रिया किसी भी तरह से कानूनी राय नहीं है क्योंकि यह LawRato.com पर सवाल पोस्ट करने वाले व्यक्ति द्वारा साझा की गई जानकारी पर आधारित है और LawRato.com में प्रॉपर्टी वकीलों में से एक द्वारा जवाब दिया गया है विशिष्ट तथ्यों और विवरणों को संबोधित करें। आप LawRato.com के वकीलों में से किसी एक से प्रतिक्रिया प्राप्त करने के लिए अपने तथ्यों और विवरणों के आधार पर अपनी विशिष्ट सवाल पोस्ट कर सकते हैं या अपनी सवाल के विस्तार के लिए अपनी पसंद के वकील के साथ एक विस्तृत परामर्श बुक कर सकते हैं।


भारत के अनुभवी प्रॉपर्टी वकीलों से सलाह पाए


प्रॉपर्टी कानून से संबंधित अन्य प्रश्न