मुफ्त परिवार कानूनी सहायता भारत के अनुभवी वकीलो द्वारा
Hlo sir muje ek kanuni salah lene ki bahut jyada jarurat h, Meri shadi dec. 2018 me hui thi pr shadi k kuch hi dino baad meri saas Or jethani k sath mera jhagda rhne lga tha Or mere pati mera support nhi krte thay to mne 6 mahino m hi apni ma k pas aana sahi smjha us vakt meri 5 month ki pregnancy c…
Sir , main apne pariwar ke liye bahut pareshan hu. Mera bhai bhabhi se 5 shal se mtlb nahi rakh raha hm shadi ke 1 shal baad hi bhabhi ko bhai ne talaak k kagaj mayke bhej diye the jb 5 mahine ki pregnant thi tb. Lekin mere aur mammi ki jabardasti se vo apne sasural aa gayi. Lekin bhai ka koi suppor…
Mere papa ka retirement me abhi 2 saal baki hai.... Aur mai soch raha hu.. Papa ki naukri apne naam kar du... Kya iski koi prakriya samjha sakte hai ...kyu ki papa ye khud chahte hai ki aisa ho.... Par papa ko ya mujhe iss baare kuchh nhi pata…
एक हिन्दू संयुक्त परिवार में वर्तमान में सारी सम्पत्ति महिला मुखिया के नाम है ( उनके पति का निधन हो चुका है ) मुखिया �…
Mere bhai ki shadi ho gayi thi,usake ek beti hai,bhai ki death ho chuki hai,patni beti ke sath apne mayke chali jati hai,kuchh salo ke bad use apna pura saman vapas chahiye to isme kya karana chahiye.…
Husband ne khud section 9 ke case kiya aur khud hi her tarike per paish nahi hota islyea judge ne is baar yeh fasle diya ki ab is last date per ab husband paish ni hua to wo case cancel kar denge to Isme what is the justice for me.…
हेलो सर मेरा नाम आलोक कुमार है तुम मेरी पत्नी ने मैचुअल कंसेंट के द्वारा सेक्शन 13 बी के तहत जनपद फर्रुखाबाद में दिन…
Mujhe apni family walo se alag Hona hai na he unki jaydad se mtlb rkhna hai na he unke rishtedaro se mujhe kirpiya is baare guide kre Mai hindu hu Rajasthan Ka rehna wala hu samaj Mera balai hai kyoki mere father me second marry kr li hai meri mother without divorce diye Mai bahut preshaan hu apni f…
Mujhe apni family se separate Hona hai aur mujhe Apne father ki zameen Mai se koi hissa ni Lena aur na he unki family walo se koi rishta rkhna hai na he mother ki side se rishta rkhna hai mmy ke family walo se mjhe only chhota bahii aur aur mother se rishta rkhna otherwise aur Kisi se ni…
Sir meri bahen ki shadi 2017 me hui thi tab se uske shasural wale pareshan kar rahe the shadi ke ek shak bad didi ko ladki hui lekin unki laparwahi ke karan Vo mar gai ham log ap ni bahen ko gar late liken jiju kabhi lene nai aaye 1 shal bad dhara 9 laga diya lekin meri didi abhi apne shasural ch…