मुफ्त तलाक कानूनी सहायता भारत के अनुभवी वकीलो द्वारा
Mera pahla pati dhoka de Diya tha meri bahan se shadi krne k liye or jb dushri baar Maine shadi ki vo v mujhe rakhne se inkaar kr Diya mujhe kuch samjh nhi aa raha h mai mentally disturbed ho gyi hu kya kru kuch nhi janti hu please salah de…
Meri patni kisi dusre ke sath living me rah rhi he mujhe Bina tlaak diye mere do bache he ek 1.5 mahine ka jo vo sath lekar gyi he ek 4.5 saal ka jo mere pass he ab vo mere dusre bache ko maang rhi he kya Krna chahiye ji mujhe bacha nhi fejna uske pass…
Mere talak ka case 2016se chal raha tha abhi court ne vo case nirast kar diya antim faisle per mere vakil dwara mujhe bulaya bhi nahi gaya ,yaha tak ki saal bher se mujhe case ke liye nahi bulaya ja raha bas vakil kahta tha aap ke favour me he case or last movement per case nirast hua ab me kya Karu…
mere bhai living me ek lady ke sath pichle 9 saal se rahta h or uska ek beta bhi h pr wo lady na to us bache ko school dalti h kyuki mere bhai ek photography krta h or jyda nhi kamata but ha jb bhi wo bolta h bacho ko school bhejne ka wo kuch na kuch bahana maar deti h or sabko yahi show krti h ki b…
Mere pati ne mujhe maar ke ghr se nikal Diya tha ushke baad Mai ghr nhi gyi ushke baad meri unshe baat nhi ho rhi hai ish baat ko 3 saal ho gye hai mujhe ye bhi nhi pta wo kha hai or unke ghr walo ka khana hai ki unko bhi nhi pta ki unka beta kha hai. Mai akele apne bete ke saat rhti hu. Bich bich…
एक औरत ने शादी के 8 साल बीतने के बाद तथा तीन बच्चों की मां होने के बाद भी पति के पास प्रॉपर्टी ना होने पर दूसरे से संबं�…
Hamne Cort me talak k liye arji laga Rakhi h lekin samne Bali parti ne bharnposn ka notice bheja h jiski Tarik 13 December 2023 h muze kya krna chahiye or kya muze 13 tarik ko cort me jana hoga ya notice ka jabav likhit me diya ja sakti h…
Meri friend ki wife uske sath nhi rahena chahati hai or mera friend rahena chahta hai Or wife mese magti hai 3 sal se kes chal raha Isliye Mera friend bhahut pareshan hai 3 sal ka ek bachcha bhi hai uska bhi pesa magti hai sar please help me…
Hello sir/madam mera naam vikas hai aur m Hindu hu.mera cruelty ground per family court se ex party divorce hua hai..mera sawal hai ki meri wife ex party divorce per kitne dino m family court se stay le sakti hai aur kitne dino k baad meri wife ko High court jakar ex party divorce per stay lena pade…
Hello madam,mera naam vikas hai aur m Hindu hu...mera ek sawal tha ki mera family court se ex-party divorce ho gya hai...meri wife kitne dino m same court se stay le sakti hai aur kitne dino k baad meri wife ko highcourt se hi stay milega...meri shadi ek saal hi rhi hai... please reply..…