मुफ्त तलाक कानूनी सहायता भारत के अनुभवी वकीलो द्वारा


Meri sadi k baad see hi mujhe mere pati v sasural se hamesha torture mila mgr for bhi mne na chah k bhi kosis bhi chodi is bich mere do bchhe bhi h about mera ish ghar me or jyada inselt ki jati h jisme itna sb hone k baad bhi mere pti new kbhi saath nhi diya Main kiya krun…

जवाब देखें

Meri pati pichle 6 month se ghar se 2 bacho ko lekar kisi ke sath bagh gayi hai fir karwA rakhi hai wo jinda hai lakin samne nahi aarahi uskemayke wAlo ko bhi nahi pata kahan hai muje usse talak chiye kya parkiriya hai…

जवाब देखें

Sir mene apni wife ko rat ko 4 baje phone pe baat krte pkda to puche Jane pr usne Btaya ki uska 3 month se kissi ladke se affair he to me wife se talak lena chahta hu aur me uski call details aur whatsapp details kise nikalu sbut ke liye mujhe janana he wo kya kya bat krti thi…

जवाब देखें

Mere bus me ldke be mujhse court marriage kr relation bnate the 3year baad kehte he k him Bhai behn he or hmari court marriage legal nhi he mujhse divorce chahte he or court me shapath patr ko shunya ghoshit kr the he…

जवाब देखें

sir/mam mene 2 saal pahele ghr se chup ke court marriage ki thi lekin shadi ke bad mujhe pata chala ki wo ladka satta daaru smoke or mujh pe hath bhi utha ta h hum living relationship me kabhi nhi rahe shadi ke bad wo apne ghr or me apne ghr rehte h mujhe use divorce chaiye lekin wo mujhe 420 ke cas…

जवाब देखें

मैंने एक दो बच्चे की मां से शादी किया था उनका तलाक नहीं हुआ था साथ साथ हैं हम साथ रहे 10 साल साथ रहने के बाद हमारा 5 साल क…

जवाब देखें

Hello sir, mere pati or m pichhle 1.5 sal se alag reh rahe h mene jab unper CRP 125 lgaya to unhone jbab m kaha ki meri job h or mere kisi ladke ke sath kiss karte hue photo dikhaya .. mai apse jana chhahti hu ke ab mai kya action le sakti hu chahe photo real ho ya fake kya pati dwara patni ko ish t…

जवाब देखें

सर मेरी बीवी ने मुझे शादी की पहेली रात को खुद के अफेयर के बारे में बताया था और कहा था कि में आगे से उस लड़के से कभी बात न…

जवाब देखें

Mujhe Mere Pati Me Intrest Nahi Hai.. Aur Mere Sasu Aur Pati Mujhe Har Wakt Bhai's Karte Hai.. Me Unase Talak Lena Chahti Hu....Aur Dusare Ladke Ke Sath Sadhi Karna Chahti Hu... Mujhe Dusare Ladke Se Pyar Hai... To Mere Pati Se Me Talak Kaise Le Sakti Hu..…

जवाब देखें

aagar koi mahila apne pati se divorce lena chhahti h pr wo divorce nhi de rha h daily use marta pita aur gali deta h behalf of kisi aur ke bare me sak krke ki uska kisi aur se najayaj rista h to wo kya kr sakti h apne liye insb se bachne ke liye apne husband se bachne ke liye suggest me sir…

जवाब देखें