मुफ्त तलाक कानूनी सहायता भारत के अनुभवी वकीलो द्वारा


Sir Mera nam Rajesh Kumar hai mere or mere mata pita par 498 ka kesh Jo Meri patni ne jhutha Kar Diya jisme y bat sabit hue ladhki esrasul Khan ke shath rahti hai or wo uska priwar hai phir bhi 125 me digri or epitesin Diya jata hai par jaj sahd sunte hi nahi or warnt eshu Kar dete hai unhone Kam ke…

जवाब देखें

सर मेरी शादी को 3 साल हो चुके हैं और और मेरा एक डेढ़ साल का लड़का है मेरी बीवी मेरे घर में और वक्त लड़ाई झगड़ा करके अप�…

जवाब देखें

Ek ladke ka talak ka case lagbhag ded sal se chal rha h ladki dr. H aur gujarabhatta le rhi ladka fir se ghar basana chahta aur ek lalladki ko laker ghar me gupt sadi krk rakh leta h to kya uski ptni koi case kr skti h?…

जवाब देखें

Meri sadi ko 10sal ho gaye hain meri bibi mujhe or meri ma ko patadit karti hai or mujh par hath uthati hai main kuch bolun to case karne ki dhamki deti hai ,kahti hai dono bachho ko jahar dekar mar dungi or tujhe jail bhijba dungi,pls help me…

जवाब देखें

Mentanes ke liye dhara 24 lga tha or mere pati ki kamai videsh me evening management ka kam krte h pr unhone jhoota certificate lga diya ki unki kamai 1oooo rs h wo kuch nhi krte .to jaj ne 1500 mentanes banwa diya ab kya kre hum…

जवाब देखें

meri shadi ko 6 mahine hone vale h. ab shadi ke ek saal baad mai aur mere husband aapsi sehmati se divorce lena chhate h. kya shadi ke ek saal baad turant divorce mil jayega. 6 mahine ka time period problem to create nahi karega…

जवाब देखें

meri bhabi ka kisi or k sath sambd h oor Vo mere Ghar valo ko Jan buj k preshan or ghar S nikal diya or ghar pr kbja kr rkha h or dra dhmka k tlaq Lena chahti h or us k Ghar vale use pura spot kr rhe h to plz btaiye k usse kese chutkara paya Jay or ghar S bhi nhi jati or ache S bhi nhi rhti. Than…

जवाब देखें

Sir muje mere pati SaaS nand or jeth bhut paresan karte h sabhi ne mil kar muje 4 months se mayake me chore rakha h mere sari chize in logo ne chin li or muje par talak ka dabab bana rahe hai or ladke ke dusri shadi ka bolte hai me talak nhi dena chati hu Abhi meri shafi ki 1yr bhi nhi hua hai mere …

जवाब देखें

Hamne arya samaj mandir se shadi ki thi 3 sal ho gay tha hum dono alag reh rahe tha kyo ki ladki abhi padai kar rahi thi or hum ne notri dara talak le liya tha lekin hum kabhi ek dusre se alag nahi hu a. Ab ladki ne dusri shadi kar li he lekin me ladki se bohot pyaar karta hu mujhe wo chahiye to aa…

जवाब देखें

Mera husband Mumbai ladkiyo ki dalali krta hai or mujhse shadi karne se pehle WO already shadi shuda tha or usne Hume btaya v nhi or ye Sab bate Hume ab pta chal rhi hai or ab mujhe usse divorce chahiye to kaise milega…

जवाब देखें