मुफ्त तलाक कानूनी सहायता भारत के अनुभवी वकीलो द्वारा
Mai apni bv se bhaut pareshan hoo Wo mere ghar walo Ko har waqt dhmki diya krti hai. Ek din khud Ko Aag laga ker thane Chali gai Bolne lagi ki ki mere pati ne jalaya hai Wo to mere pass ghatna ka pura video tha Sab kuch dekhne ke Baad police ne usi ke Uper dhara 107/116/151 lga ker chalan kar di. Ab…
Mere shadi ko 5 sal ho Gaye hai .muze bachaa nahi hota esiliye uhnone muze myke me choda hai.ab uhe muzse talak chahiye Kya 1 sal me talak ho jayega.vo gvarment job pe hai to muze metnes mil jayega .…
Meri shadi ko 5 sal ho Gaye hai .....hamara koi bacha nahi .....hai ....esiliye ham pati patni me zgda hota hai to uhnone muze mayke choda hai .....ab mayke Vale bhiuzse acha bhartav nahi karte .....unpe me bhoj ban gayi hu .....to Esme muze mahila aayog help or sakta hai ...muze rahneke like or nok…
Meri shadi ko 5 sal ho Gaya hai .....muze koi bacha nahi hai esily mere pati ne muze mahke chda hai .....ab me padhai purn karna chahti hu ..mere dacument mere pati ke pass hai ....dacument Lane ke like Kya mahila cell Meri help krega kya…
Meri shadi ko 5 sal ho Gaye hai muze koi bacha nahi.....esliye ham dhono pati alg rah hai.....muze apne jivn me aage badhna hai....pr mere dacument pati ke Ghar hai.....to me Kaiser apne dacument Lau...plz helpe…
Mere husband muje saath nhi rakhna chahte hai mera 1 deta bhi h jo 1 saal ka ho gya mere sasural wale muje ghar se nikal diye h mere husband muje bahut pratadit krte h marte bhi h mai kga jau kya kru…
My daughter is back to parents house after 1.5 years of hardships and torture mental & physical. No contact since last 5 years. No side went for any legal action as we know. How to go for a divorce. In laws at Fariabad Haryana, I in UP. Any adverse situation if nothing is done. Daughter may not be a…
मेरे मामी ने दहेज प्रथा का केस दर्ज कर दिया है जिसमे मेरा, मेरे माँ, बहन का भी नाम शामिल हैं उसमें दरश्याआ गया है कि म�…
Sir mai aap se yeh bhi puchba chati hu ki. Jese ab wo humare sath nahi rehna chahte .. Apni wife ke sath rehana chate hai . To kya hume hunara koi hak nahi milega.. .. Or bacche ki kastadi to ma ko milegi ki nahi. Or alag hone mai bacche ke parwarish ke liye kya kanunn banye honge...…
Respecte sir / mam. Mai aap se yeh puchana chati hu ki mai 11 saal se kisi se sath living realetion mai rahati thi .. Or humara beby bhi hai jo ki 6 saal ka hai.... But uske ghar walo nai humare hite hue bhi uski shadi kisi or se kara di hai.. To plz aap batayege ki hume kya karna chahiye .. Kya…