मुफ्त तलाक कानूनी सहायता भारत के अनुभवी वकीलो द्वारा
Meri shadi ko 2 saal ho gaye shadi k 2 mahine baad se hi meri wife mujhe ladne lagi h bah apni baat manwane k liye mujhe mrne ki dhamki deti h mere samne kabhi bed se gir I dikhati h kabhi diwar me sir marti h kabhi fansi lagane ki kehti h mujhse meri family se ulta bolti h hamne uski family se uski…
मेरे पति शादी के पांच साल बाद से ही मुझसे अलग दूसरी महिला के साथ में रहने लगे और सब पैसा वहीँ पर बर्बाद कर दिया है पिछ…
सर मेरा नाम इस्माइल है सर मेरी वाइफ 4 साल से मेरे साथ नहीं रहती है मैं एक दाखिला दर्ज किया हूं क्यों घर नहीं आ रही है त�…
Mere shadi ko 5 sal ho Gaye hai pr sal me mere pati ne choti bat par muzpe hath uthate hai..marte galiye dete hai..me ab mayke me hu ..pr muze mrer pati kr paas Jana hai .....pati muze mare na or galiya bho diye na..to esliye court see muze sayta mil sakti hai.muze kinda case dalna chahiye…
मेरे पति का अफेयर किसी दूसरी औरत के साथ चल रहा है पिछले साथ 8 साल से मेरे पास 2 बच्चे हैं अपने मां-बाप की इकलौती संतान �…
Mere husband Ko me divorce nahi Dena chahti but wo mujhe rakhna nahi chahte or humare bich koi problem nahi h bus SaaS ki wajhe se wo mujhe Ni rakhna chahte or me pregnant hu ab mujhe kya krna chahiye…
Mere saas sasur pati dono dewar devrani 4 nanad ..mujhe shuru se hi torcher karte huye aaye hai humesha mere sath kutto jaisa behaviour yelog mere sath kiye hai. Mera pati humko bahut marta pitta hai . Uske maa baap bhai behan Sare usko mere khilaaf bhadkate hi taki wo mujhe talaq de sake.. Aur mer…
Me gwalior se hu ham ne 2 sal pahle arya samaj se sadi ki thi tab se lekar ab tak hamari wife apne papa ke ghar rah rahi hai jab hamne sadi ki tab us ke ghar balo ko pata nhi tha bad me une pata chala to ab bo log hamari wife ko bej nhi rahe hai or ham se usko talak dene ki bat kar rahe hai ham kya …
Mere sasur ki pehle se sb planning thi unko pata tha ki unka beta bigda hui or har parker ka Nasha bhi karta hai ab wo khud ye bat kah rahe hai ki mere beta bigda hai to men kya karu .me or meri mammy hai sirf mere sasur vakil hai unhone mujhe dhmki di agar ye bat tum apne mammy ko bataogi to tumko …
Meri shadi April 2018 me hui thi shadi k bad pati ne mujhse kaha ki me barmchari hu tum mujhse kisi bhi parker ka koi matlb mat rakho mene ye shadi sirf apne mammy papa ka arman pura karne ke liye kiya hai mere papa nahi hai or me three sister hu me sabse choti hu or mera bhai bhi nahi hai ab me k…