Mera naam i Ismail Shaikh Meri wife do saal se ghar nahi aa rahi hai ghar nahi aa rahi hai To Mai Ky


सवाल

Mera naam i Ismail Shaikh Meri wife do saal se ghar nahi aa rahi hai ghar nahi aa rahi hai To Mai Kya Karu Pareshan Hoon Mujhe Koi Rasta Dikhaye Kya Kare divorce Lu ya nahi Main Uske Ghar Gaya Tha Tujhko Bhula Chal Mere Sath Mere Ghar rehne ke liye Tu Razi nahi ho rahi hai to mujhe kya karna chahiye divorce ya phir uske sath Rehna chahiye Hamare Upar Jhoota Jhoota Ilzaam laga ke police station Mein NC Kari Thi Jo Humne bhi Badi Mushkil Se Ka Saamna karna Pada her Baaton ko Bula Ke Main Hoon Apne Ghar Le ke Jana chahta hun nahi aa rahi hai tu Main Pareshan Ho ke Pareshan ho gaya hoon abhi mujhe kya karna hai batao Mujhse Meri jawabdari nahi lene ke liye taiyar nahi hai meri wife Mere Ghar Ki jawabdari lene ke liye tayyar Hai To Mein Hasi Khushi Se usse Apne Ghar rakhunga Agar wo mere ghar pe Khushi se Rahegi Tu lekin main usse bahut Baar Kaha Ghar Aaja Ghar Aaja nahi hai wo Apne wife Se Jyada Pareshan Ho Gaya Hoon Khush Rasta bataiye jaldi

उत्तर (2)


216 votes

are bhai kis jamane ki bat kar rahe ho aap kisi ko apne pass rakhna ki liye jor nahi pa sakte aab to kanoon bhi kehta ha wife aap ki gulam nahi ha wo din gye jab wife julm seh leti thi. aap mein kuchh to kamu hogi jo aap ke sath nahi rehna chahti apne aap ko tatolo phir dekhna apna kasoor jayda uska kam nazar ayega. prem se badkar kuchh naho jra prem to karoo gulam mat babao


अस्वीकरण: उपर्युक्त सवाल और इसकी प्रतिक्रिया किसी भी तरह से कानूनी राय नहीं है क्योंकि यह LawRato.com पर सवाल पोस्ट करने वाले व्यक्ति द्वारा साझा की गई जानकारी पर आधारित है और LawRato.com में तलाक वकीलों में से एक द्वारा जवाब दिया गया है विशिष्ट तथ्यों और विवरणों को संबोधित करें। आप LawRato.com के वकीलों में से किसी एक से प्रतिक्रिया प्राप्त करने के लिए अपने तथ्यों और विवरणों के आधार पर अपनी विशिष्ट सवाल पोस्ट कर सकते हैं या अपनी सवाल के विस्तार के लिए अपनी पसंद के वकील के साथ एक विस्तृत परामर्श बुक कर सकते हैं।


भारत के अनुभवी तलाक वकीलों से सलाह पाए


तलाक कानून से संबंधित अन्य प्रश्न