Mere sah dhka ha hai Maine April 201 k ek ladke se saadi ki jisse mera 4 saal se affair ha Is saadi


सवाल

Mere sath dhoka hua hai. Maine April 2019 ko ek ladke se saadi ki jisse mera 4 saal se affair tha. Is saadi me mere pariwaar wale sath the par unke nai kyuki unhone kaha tha ki saadi ki taiyaari ho jaaegi tb mai apne family ko mna lunga. Hmne saari taiyaari ki mera pura pariwar aur relatives aa chuke the. Ek din pehle unhone kaha ki meri dadi mar gai hai so mere family wale nai maan rhe saadi k lie islie hmlog subah subah mandir se saadi kar lete hai. Ek baar pehle bhi saadi ka kuch din pehle inhone aisa hi kuch kiya tha. Abhi mere parents ko kuch samjh ai aaya kyuki dubara wo apne samaj k saamne bdnaami hote ai dekh sakte the. Islie wo maan gye aur saadi ho gai. Saadi k baad mujhe pata chal ki wo pehle se saadi shuda hai aur 2 bachha bhi hai. Meri financial condition bhot kharab hai.maine unke karan apni naukri bhi chhod di thi. Islie hm wakil hire nii kr paayenge. Kya koi aisa upay nii h ki jyada kharch bhi na ho aur unhe saza mile?

उत्तर (2)


348 votes

सच में आपके साथ बहुत बड़ा धोखा हुआ है उसने बहुत झूठ बोला अब तो झूठ बोलता आया है और आगे भी झूठ बोलेगा इसलिए आपको कठिन कदम उठाना चाहिए जिससे उसको सजा मिल सके और यदि आप उसका नाम पता जानती हैं तू एप्लीकेशन तैयार करें


अस्वीकरण: उपर्युक्त सवाल और इसकी प्रतिक्रिया किसी भी तरह से कानूनी राय नहीं है क्योंकि यह LawRato.com पर सवाल पोस्ट करने वाले व्यक्ति द्वारा साझा की गई जानकारी पर आधारित है और LawRato.com में अपराधिक वकीलों में से एक द्वारा जवाब दिया गया है विशिष्ट तथ्यों और विवरणों को संबोधित करें। आप LawRato.com के वकीलों में से किसी एक से प्रतिक्रिया प्राप्त करने के लिए अपने तथ्यों और विवरणों के आधार पर अपनी विशिष्ट सवाल पोस्ट कर सकते हैं या अपनी सवाल के विस्तार के लिए अपनी पसंद के वकील के साथ एक विस्तृत परामर्श बुक कर सकते हैं।


भारत के अनुभवी अपराधिक वकीलों से सलाह पाए


अपराधिक कानून से संबंधित अन्य प्रश्न